Roman script

jai raghunandan jai siya ram janki valab sita ram

sabse nirali mahima hai bhai do akshar ke naam ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

ho do akshar ka jadu hai nyara ram ram jai ram ram

bhavsagar se taran hara ram ram jai ram ram

parbhu jab apna khevan hara 

phir hai kitni dur kinara phir hai kitni dur kinara 

mere ram rakhte hai khabariya pal chhin charo dham ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

pani me taire pathar ki naiya ram ram jai ram ram

ram ki naiya hai ram khivaiya ram ram jai ram ram

sagar se ab kya darna hai bhaiya

sathi hai jab ram ramaiya sathi hai jab ram ramaiya

badal dal si nikli hai toli pawan putar hanuman ki 

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

ab na rahegi sone ki lanka naam mitega ab ravan ka

har hatega dharti gagan ka ram naam ka gunjega danka

ram naam ka gunjega danka ram naam ka gunjega danka

barso ke bichhde phir se milenge ramchandar aur janki 

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

sabse nirali mahima hai bhai do akshar ke naam ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

jai bolo siyavar ram ki jai bolo siyavar ram ki

Explore this song