Roman script

jai raghunandan, jai siya ram

janki valabh sita ram

sabse nirali mahima hai bhai

do aksar ke naam ki 

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

sabse nirali mahima hai bhai

do aksar ke naam ki 

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

ho do aksar ka jadu hai nayara

ram ram jai ram ram

bhavsagar se taran hara

ram ram jai ram ram

prabhu jap apna khevan hara 

phir hai kitni dur kinara

phir hai kitni dur kinara

mere ram rakhte hai khabariya 

palchhin charo dham ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

pani me taire patthar ki naiya

ram ram jai ram ram

ram ki naiya hai ram khivaiya

ram ram jai ram ram

sagar se ab kya darna hai bhaiya

sathi hai jab ram ramaiya

sathi hai jab ram ramaiya

badal dal si nikli hai toli 

pavan putar hanuman ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

ab na rahegi sone ki lanka

naam mitega ab ravan ka

bhaar hatega dharti gagan ka

ram naam ka gunjega danka

ram naam ka gunjega danka

ram naam ka gunjega danka

barso ke bichhde phir se milenge

ramchandar aur janki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

sabse nirali mahima hai bhai

do aksar ke naam ki 

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

jai bolo siyawar ram ki

Explore this song