Roman script

anand umang bhayo jai ho nand laal ki 
nanad ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki 
vrij ke anand bhayo jai yashoda laal ki 
nand ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki
anand umang bhayo jai ho nand laal ki 
gokul me anand bhayo jai ho nand laal ki 
jai ho nand laal ki jai yashoda laal ki 
hathi ghoda palki jai kanhaiya laal ki 

koti bahrmand ki adhipati laal ki 
hathi ghoda palki jai kanhaiya laal ki 
gou charane aayo jai ho pashu paal ki
gokul me anand bhayo jai ho nand laal ki  
koti bahrmand ki adhipati laal ki 
nand ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki
gou charane aayo jai ho pashu paal ki
nand ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki
poonam ke chand jaisi shobha hai baal ki 
hathi ghoda palki jai kanhaiya laal ki
anand umang bhayo jai ho nand laal ki 
gokul me anand bhayo jai ho nand laal ki 
koti bahrmand ki adhipati laal ki  
nand ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki
gou charane aayo jai ho pashu paal ki
nand ke anand bhayo jai kanhaiya laal ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi