Roman script

jai shri ram shri ram shri ram shri ram 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

ram ke japne se hi ban jate sab bigde kam 

ram ke japne se hi ban jate sab bigde kam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

madhu katab do daityo ko 

maaya roop se mara

vedo ka uddhar kiya magan hua jag sara

sagar manthan me sabne kashyap roop banaya

aapne pith madra jal parvat ka bhaar uthaya

prithvi ki raksha ke liye barah roop me aaye 

hirnakashyap ko maar ke dharti 

jal ke upar laye 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

bhakt parladh ki raksha ke liye 

prabhu ne narsingh avtaar liya

abhimani atyachari hirnakashyap 

ko maar diya

bhimsen padh ke bali brahan roop virat kiya

bali ke sar pe pag dhar ke 

prabhu ne uska uddhar kiya

parshuram avtar prabhu ka 

parshuram avtar prabhu ka 

jagat prishad kahlaye 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

treta yug me prabhu ne hi 

shri ram roop me janam liya

janak sabha me shiv ke dhanush ko 

tod siya se bayah kiya

jab dvapar yug aayega avtar krishan 

ka lenge prabhu

sanhar kans ka karke jag ka santap 

harenge prabhu

jab jab ghar hinsa failegi 

prabhu budh roop me aayenge

bhudam sharnam rakshami 

manav ko prem ahinsa ka 

prabhu bawan path padayenge

hoga kalsi avtar prabhu ka

jab ghor kalyug aaye

dharti pe adharm ki chaya kahi na rehne paye

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

ram naam ke japne se hi 

ram naam ke japne se hi

ban jate sab bigde kam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam 

jai jai raam jai shri ram 

do akshar ka pyara naam

Explore this song