Roman script

jai ho shiv shankar tripurari

jai ho shiv shankar tripurari

dayawan daata dukhari

aaya sharan tumhari

jai ho jai ho shiv shankar tripurari

tumko ab tak kankar jana

aaj tumhe hi sab kuch mana

tumko ab tak kankar jana

aaj tumhe hi sab kuch mana

rup tumhara hai pahchana

rup tumhara hai pahchana

man se miti andhiyari

jai ho shiv shankar tripurari

dayawan daata dukhari

aaya sharan tumhari

jai ho jai ho shiv shankar tripurari

aa main murakh tum antaryami

main hu bhul kshama tum swami

main murakh tum antaryami

main hu bhul kshama tum swami

tumsa koi na jag me daani

tumsa koi na jag me daani

mahima tumri nyari

jai ho shiv shankar tripurari

dayawan daata dukhari

aaya sharan tumhari

jai ho jai ho shiv shankar tripurari

aa main puja ki reet na janu

bhakti bhav ke geet na janu

main puja ki reet na janu

bhakti bhav ke geet na janu

bhagwan tumhi batao kaise

bhagwan tumhi batao

kaise puja karu tumhari

jai ho shiv shankar tripurari

dayawan daata dukhari

aaya sharan tumhari

jai ho jai ho shiv shankar tripurari

Explore this song