Roman script

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

jai dwarika dhish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

inki bhakti karo bhaw se inhe jhukao shish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

ek samay jab papi kans ne parja pe atyachar kiya

tabhi krishan ne karagrah me aadhi raat awtar liya

bandi garah ke taale tute maya apram paar

liye shish pe wasudev le chalo re jamuna paar

hui dwans wo chal kans ki

hui dwans wo chal kans ki sakshil hai jagdish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

apne chhal se mari putna vifal ho gayi chal

gokul ke sab gwal bal sang khel rahe gopal

maa ki okhli se bandh gaye jab nanhe krishan murari

usi okhli se kiya lo yamlarjun udhar

naag kaliya bada dusht tha jahrili uski funkar

uske fan ko nath ke parbhu ne kiya praja jan udhar

murli bajaye he man mohan

murli bajaye he man mohan khade naag ke shish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

ek din karne snaan gopiya aayi jamuna neer 

hoke nagan utar gayi jal me

tat pe rakh diye chir natkhat chaliye ne kya sujha

karke chir haran chup gaye laal

hath jod kar khadi gopiya

samjhaye unko gopal gowardhan parwat ko uthaya

de ungali ki tej sabki dubne se raksha ki

sabki rakhi tek gwal gopiya gawuye deti

gwal gopiya gawuye deti kanha ko aashish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

dusht kans ki baari aayi jisne atyachar kiya

jisne atyachar kiya chaal chali gopal ne aisi

kans ka jhat sanghar kiya kans ka jhat sanghar kiya

uski chati par chadh baithe 

uski chati par chadh baithe jagat pati jagdish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

jai dwarika dhish jai jai dwarika dhish

Explore this song