Roman script

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

shero par tu kare sawari asth bhuji kahlaye

tere hote is dharti pe paap na rahne paye

khanda pyasa rahe na tera khappar khali

maa khanda pyasa rahe na tera khappar khali 

khappar aur khadag hai tere hatho ka singaar

hatho ka singaar, hatho ka singaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar, jai maa

der suni hai raaj me tere nahi magar andher

aaj raakshs ke prano par chhod de bhuka sher

jeene ka is jalim ko adhikaar nahi hai

maa jeene ka is jalim ko adhikaar nahi hai

daya ki bhikh na dena sunkar iski chikh pukar

iski chikh pukar, iski chikh pukar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar, jai maa

arthi bankar jiske karan uthi kisi ki doli

ablao ke khun se kheli jis paapi ne holi

jo teri santan se khela khun ki holi

maa jo teri santan se khela khun ki holi

aaj main use lekar aaya mata tere dwar

mata tere dwar, mata tere dwar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar, jai maa

bhara pada hai dekh na chhalke mata paap ka pyala

janmega iski har ek bund se khun bahane wala

dhram ki raksha karne ko trishul uthale

maa dhram ki raksha karne ko trishul uthale

tere bhakto pe hatiyare kare na atyachar

kare na atyachar, kare na atyachar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar, jai maa

sakshat darshan de mata chamtkar dikhla de

jalim ko iske karmo ki aisi koi saza de

tujhe murti patthar ki na samjhe koi

maa tujhe murti patthar ki na samjhe koi

dharti kaanpe amber kaanpe kaanp uthe sansaar

kaanp uthe sansaar, kaanp uthe sansaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

tu hi durga tu hi kaali tere rup hazaar

maa ambe maa jagdambe tu shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

jai maa, shakti ka avtaar

shakti ka avtaar

shakti ka avtaar

shakti ka avtaar

Explore this song