Roman script

kabhi paas baitho kisi phul ke paas 

suno jab mehakta hai bahut kuch kahta hai

o kabhi gunguna ke kabhi muskura ke

kabhi gunguna ke kabhi muskura ke

kabhi chupke chupke kabhi khilkhila ke

jaha pe sawera ho basera wahi hai 

jaha pe sawera ho basera wahi hai 

jaha pe sawera ho basera wahi hai 

o kabhi chhote chhote shabnam ke katre

kabhi chhote chhote shabnam ke katre 

dekhe to honge subaho sawere 

ye nanhi si aankhe jaagi hai shab bhar 

bahut kuch hai dil me bas itna hai lab par

jaha pe sawera ho basera wahi hai

jaha pe sawera ho basera wahi hai

na mitti na ghada na sona sajana

na mitti na ghada na sona sajana

jaha pyar dekho wahi ghar banana

ye dil ki imarat banti hai dil se

dilaso ko chhuke ummido se milke 

jaha pe sawera ho 

jaha pe basera ho sawera wahi hai

jaha pe basera ho sawera wahi hai

jaha pe basera ho sawera wahi hai

Explore this song