Roman script

jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai

are bhai samjhe, ha

jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai

magar hum

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai

daga jab tak na de koi

to inke din nahi katte

daga jab tak na de koi

to inke din nahi katte

to inke din nahi katte

to inke din nahi katte

hazaro thokre khakar bhi

ye pichhe nahi hatte

hasino ki gali ka inko thekedar kahte hai

jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai

magar hum

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai

hai jinko ishq ka chakkar

pade rahte hai mushkil me

hai jinko ishq ka chakkar

pade rahte hai mushkil me

pade rahte hai mushkil me

nahi aadhi mohabbat bhi kisi mashuq ke dil me

hum aise chalte firte ishq ko fitkaar kahte hai

jahan me log sacche aashiqo ko yaar kahte hai

magar hum

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

o samjhe bhai

magar hum unko mashuqo ka barkhudar kahte hai

o barkhudar kahte hai, barkhudar kahte hai

Explore this song