Roman script

jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
meri tarah se akela dikhayi deta hai 
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
ye ek abr ka tukda kaha kaha barse
ye ek abr ka tukda kaha kaha barse
tamam dasht hi pyasa dikhayi deta hai 
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
ye kis maqam pe laayi hai justju teri
ye kis maqam pe laayi hai justju teri
jaha se arsh bhi nicha dikhayi deta hai
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
ye bhigi palken kisi ki ye ashq ba raakhe 
ye bhigi palken kisi ki ye ashq ba raakhe 
bas ek baar bhi kya kya dikhai deta hai 
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai
meri tarah se akela dikhayi deta hai 
jaha jaha mujhe sehra dikhayi deta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube