Roman script

ho ho ho ho 

ho ho ho ho 

jagmag hai aasmaan

jagmag hai aasmaan

dagmag hai mere paaw

dol rahi hai, dol rahi hai, dol rahi hai naiya

dol rahi hai naiya meri dol rahi hai naiya

aaj mera man bas me nahi

jana hai mujhe dur kahi

dol rahi hai naiya meri dol rahi hai naiya

dol rahi hai, dol rahi hai, dol rahi hai naiya

aaj punam ka chand khila hans rahi hai raat

aaj chamkili laharo ka chanchal hai gaat 

main akela hu

main akela hu kisse kahu apne man ki baat

ho kahan jaau, kahan jaaun, kahan jaau re 

Explore this song