Roman script

jag beeti duniya kehti hai 
main apni beeti kehta hun 
koi sunle re koi sunle re 
jag beeti duniya kehti hai 
main apni beeti kehta hun 
koi sunle re koi sunle re 
aankho se kehdo chaye likh do 
pyar kabhi na karna re 
pyar kabhi na karna re 
dil ki duniya ujad jayegi 
dil ki duniya ujad jayegi 
soch ke har dam badna re 
soch ke har dam badna re 
koi sunle re koi sunle re 
do naino ke is pyalo me 
jeevan jwala jalti hai 
aankhe jab roti hai tab 
duniya ki nazar to jalti hai 
aankhe jab roti hai tab 
duniya ki nazar to jalti hai 
koi sunle re koi sunle re 
dil lekar lakho jate hai 
par dene wala ek nahi 
dene wala ek nahi 
mar mitne ki sab kahete hai 
par marne wala ek nahi 
mar mitne ki sab kahete hai 
par marne wala ek nahi 
koi sunle re koi sunle re 
jag beeti duniya kehti hai 
main apni beeti kehta hun 
koi sunle re koi sunle re

Song details

Song video

Watch on YouTube