Roman script

jadugar more nagriya mein aaye 
o jadugar more nagriya mein aaye  
nagriya mein aaye ho bajriya mein aaye 
o jadugar more nagrya mein aaye
naina to mathura ke pyaale 
naina to mathura ke pyaale
lut gaye pine wale lut gaye pine wale 
aap hanse aap hanse sang nain hanse 
naino mein kajra muskuraye
jadugar more nagriya mein aaye 
o jadugar more nagriya mein aaye  
ek najar se dil farmaye
duji se dil le jaye
ek najar se dil farmaye
duji se dil le jaye
teeji najariya aisi dale 
teeji najariya aisi dale
teeji najariya aisi dale jo dekhe
wo lut jaye
haye jadugar more nagriya mein aaye 
nagriya mein aaye ho bajiriya mein aaye
o jadugar more nagriya mein aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube