Roman script

jabse ham tabaah ho gaye 

jabse ham tabaah ho gaye 

jabse ham tabaah ho gaye 

tum jahan panaah ho gaye 

husn par nikhar aa gaya 

husn par nikhar aa gaya 

husn par nikhar aa gaya 

aaine se aah ho gaye 

aaine se aah ho gaye 

tum jahan panaah ho gaye 

aandhiyon ki kuchh khata nahi 

aandhiyon ki kuchh khata nahi 

aandhiyon ki kuchh khata nahi 

ham hi darde raah ho gaye 

ham hi darde raah ho gaye

tum jahan panaah ho gaye 

dushmano ko chitthiyaan likho 

dushmano ko chitthiyaan likho 

dushmano ko chitthiyaan likho 

dost khairkhwaah ho gye 

jabse ham tabaah ho gaye 

tum jahan panaah ho gaye

Explore this song