Roman script

jabse balam ghar aaye

jiyara machal machal jaaye

jabse balam ghar aaye

jiyara machal machal jaaye

o dil ne dil se kaha tha fasana

dil ne dil se kaha tha fasana

laut aaya hai gujra jamana

o laut aaya hai gujra jamana

khushiya sath sath laye

jiyara machal machal jaye

jabse balam ghar aaye

jiyara machal machal jaaye

o la ke ankho se dil me bithaaun

o la ke ankho se dil me bithaaun

muskura ke sitaare lutau

o muskura ke sitare lutau

asha jhum jhum gaaye

jiyara machal machal jaaye

jabse balam ghar aaye

jiyara machal machal jaaye

o din hain apne mohabbat jawan hai

din hain apne mohabbat jawan hai

unse abaad mera jahan hai

o unse abaad mera jahan hai

man ke chor chale aaye

jiyara machal machal jaaye

jabse balam ghar aaye

jiyara machal machal jaaye

Explore this song