Roman script

jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai

aankho se nind udd jati hai, milane ki lagan tadpati hai

jab yaad kisi ki aati hai

jab in aankho me pyar machal kar rota hai

dil duniya bhar ke gumo me dhuba hota hai

har saans meri ghabrati hai, meri jaan pe ban ban jati hai

jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai

hum diwane kaise kaise dukh sahte hai

apne majahe se dur bahvar me rahte hai

hum ko har bah darati hai, kahi dur baha le jati hai

jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai

har phul kisi ki yaad me khoya khoya hai

ye sabnam hai ya pyar kisi ka roya hai

jab baag me koyal gaati hai, duniya me bhi uth jati hai

jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai

aankho se nind udd jati hai, milane ki lagan tadpati hai

jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai

jab yaad kisi ki aati hai

Explore this song