Roman script

jab yaad ki badli chhati hai tab aankh meri bhar aati hai

mujhe sulane ki khatir raat bhi thak-thak jati hai

par nind meri to

par nind meri to pagli thehri, tere ghar tak jati hai

jab yaad ki badli chhati hai tab aankh meri bhar aati hai

jab yaad ki badli chhati hai tab aankh meri bhar aati hai

tu kya tera vada kya har baat teri sharmati hai

par mit jayenge

par mit jayenge pyar me hum ye dil ki agan batati hai

jab yaad ki badli chhati hai tab aankh meri bhar aati hai

char divari mandir ki yaad teri doharati hai

par khaali mandir oo

par khaali mandir me puja to man ki thakan badhati hai

jab yaad ki badli chhati hai tab aankh meri bhar aati hai

Explore this song