Roman script

jab tumhe aashiqui maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina, tumko yeh zindagi maloom hogi

jab tumhe aashiqui maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

kaisa dard hota hai dil ke tut jaane se

aake zara puchcho tum apne deewane se

mera dil tuta hai mera rab rootha hai 

rab se zyaada tujhe chaahun rab ki kasam

jab tumhe bandagi maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina, tumko yeh zindagi maloom hogi

jab tumhe aashiqui maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

taare buj jaaye gaye chaand jal jaaye ga

par yeh deewana tera tujhko na bhoolega

zakhmo ko sina kya bin tere jeena kya

chahoonga main tumhe ab to mar ke sanam

jab tumhe yeh lagi maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina

kitni tanhaa hai mohabbat ke bina, tumko yeh zindagi maloom hogi

jab tumhe aashiqui maloom hogi, meri deewangi maloom hogi

pehli kasam pyaar ki, tum yaad rakhna sanam

pehla kadam pyar ka, tum yaad rakhna sanam

Explore this song