Roman script

jab tak ye dunia rahegi haye teri kahani kahegi

jab tak ye dunia rahegi haye teri kahani kahegi

kahenge sabhi thi kabhi thi ek rani 

dharam ki nishani mita di pati ke liye jindgani

charno pe tere jhukegi dunia teri kahani kahegi

jab tak ye dunia rahegi haye teri kahani kahegi

bhula kar chali chand sa lal pyara

naino ka tara chali tod maya ka janjal sara

kanchan si kaya jalegi ye dunia teri kahani kahegi

jab tak ye dunia rahegi haye teri kahani kahegi

wo bharat ki nari ari o suhagan piya ki pujarin

hua dhanya hai tere balidan ka din

mar mar ke bhi tu jiyegi ye dunia teri kahani kahegi

jab tak ye dunia rahegi haye teri kahani kahegi

ye dunia teri kahani kahegi

Explore this song