Roman script

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

mai banu apne sajan ki sajaniya

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

mai banu apne mai banu apne sajan ki sajaniya

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

mai banu apne sajan ki sajaniya

kitni hai rab jane kitne janam hai

kitni hai rab jane kitne janam hai

jitne hai yug or jitne janam hai

wo mera dulha mai unki dulhaniya

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

mai banu apne sajan ki sajaniya jab tak hai chanda

mere piya mere jiwan ke sathi

jaise ke deepak jaise ke bati

mere piya mere jiwan ke sathi

jaise ke deepak jaise ke bati

jaise ke ghunghru jaise payjaniya

mai banu apne sajan ki sajaniya jab tak hai chanda

kajra lagake darpan jo dekhu

kajra lagake darpan jo dekhu

darpan se bhi mai jalke ye puchu

ke kaun hai ri meri sotaniya

mai banu apne sajan ki sajaniya

jab tak hai chanda jab tak hai chandaniya 

mai banu apne

Explore this song