Roman script

jab tak dil dhadkega tujhse pyar karega

jab tak dil dhadkega tujhse pyar karega

pyar kiya hai jan se jyada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

jab tak dil dhadkega tujhse pyar karega

pyar kiya hai jan se jyada yad karna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

dharti bichade nile gagan suraj se ho dur sawera

mere man se ik pal ko bhi pyar kabhi dur na ho tera

chute dunia pyar kabhi na chute

chute dunia pyar kabhi na chute

pyar kiya hai jan se jyada yad karna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

waqt khafa ho kismat ruthe badle na ye dil ki rahe

maut kisi din aaye bhi to baho me ho teri bahe

jab tak sans chalegi pyar ki pyas rahegi

jab tak sans chalegi pyar ki pyas rahegi

pyar kiya hai jan se jyada yad karna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

jab tak dil dhadkega tujhse pyar karega

pyar kiya hai jan se jyada yad karna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

pyar ka pahla pahla wada yad rakhna

Explore this song