Roman script

jabse teri yaad ko, dil me basaya 

pyar se dil me basaya, pyar se

jabse teri yaad ko 

muskurati aankho ko, rona sikhaya pyar se

rona sikhaya pyar se, jabse teri yaad ko

baithe baithe jane kyu, aankho me aansu aa gaye

aankho me aansu aa gaye

kya kahu

kya kahu, kyu kar kahu

kisne rulaya pyar se

kisne rulaya pyar se, jabse teri yaad ko

dil ki halat kya kahu

bechainiya jab badh gayi

bechainiya jab badh gayi

dard pe

dard pe gussa jo aaya, wo bhi aaya pyar se

haye wo bhi aaya pyar se, jabse teri yaad ko

chauk uthti hu, sada aati hai jab ek dur se

aati hai jab ek dur se

puchhti hu

puchhti hu phir sakhi, kisne bulaya pyar se

kisne bulaya pyar se, jabse teri yaad ko

jabse teri yaad ko, dil me basaya pyar se

dil me basaya pyar se, jabse teri yaad ko

Explore this song