Roman script

jab se ham tere aashik bane aashiki ka maja aa gaya

pyar ko bandagi jab se mana pyar ko bandagi jab se mana

bandagi ka maja aa gaya jab se ham tere aashik bane 

aashiki ka maja aa gaya jab se ham tere aashik bane 

aashiki ka maja aa gaya pyar ko bandagi jab se mana

pyar ko bandagi jab se mana bandagi ka maja aa gaya

jab se ham tere aashik bane aashiki ka maja aa gaya

jab se ham tere aashik bane aashiki ka maja aa gaya

na to koi pyas thi na koi khyal tha

na koi dard tha na koi malal tha

na to koi pyas thi na koi khyal tha

na koi dard tha na koi malal tha

bahke bahke na the kabhi kadam

tanha tanha thi jindagi sanam sanam sanam

jindagi me mile jab se tum jindagi ka maja aa gaya

jindagi me mile jab se tum jindagi ka maja aa gaya

pyar ko bandagi jab se mana pyar ko bandagi jab se mana

bandagi ka maja aa gaya jab se ham tere aashik bane 

aashiki ka maja aa gaya

dhadkane baichain hai kya hasin khwab hai

ishk bemisal hai husn lazawab hai

dhadkane baichain hai kya hasin khwab hai

ishk bemisal hai husan lazawab hai

aise chahat me kho gaye ham

pagal dil mane na koi kasam kasam

ishk me aise bebas huye bebasi ka maja aa gaya

ishk me aise bebas huye bebasi ka maja aa gaya

pyar ko bandagi jab se mana pyar ko bandagi jab se mana

bandagi ka maja aa gaya jab se ham tere aashik bane 

aashiki ka maja aa gaya jab se ham tere aashik bane 

aashiki ka maja aa gaya

Explore this song