Roman script

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

dil mera kho gaya bekhabar ho gaya

dil mera kho gaya bekhabar ho gaya

aisa tha pehli mulakat ka chand

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

ho najar mein tu hai, jigar mein tu hai

duwa mein tu hai,asar mein tu hai

mere sine mein dhadkata hai tu

meri saanson mein mehakata hai tu

waqt hai shabnami, bas teri hai kami

meri aahon mein baahon mein, rehta deewaana mera ho oh

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

ho hamesha mujhko teri yaad aayi

tujhe hi chaahe meri tanhaayi

tujhe main sochu akelepan mein

teri dhadkan mein, meri dhadkan mein

raat bhar jaagati yeh duwa maangati

mere mehboob juldi se abb saamana ho tera ho oh

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

dil mera kho gaya bekhabar ho gaya 

dil mera kho gaya bekhabar ho gaya 

aisa tha pehli mulakat ka chand

jab se dekha hai tere haath ka chand

maine dekha nahi raat ka chand

Explore this song