Roman script

jhigala jhalak jhaala, jhigala jhalak jhaala

jhigala jhalak jhaala

taara rap, taara rap, taara rap

pap pap taara ra pap

jab nain mile naino se aur dil pe rahe na qaabu

to samajho chal gaya pyar kaa jaadu, lara lu lara lu

jab nain mile naino se aur dil pe rahe na qaabu

to samajho chal gaya pyar kaa jaadu

lara lu lara lu, lara lu lara lu lara lu

dil haay kisi ke dil se, dil haay kisi ke dil se

milta hai badi mushkil se, milta hai badi mushkil se

hai jinko mohabbat pyari wo sun le baat hamaari

lara lu lara lu lara lu

hai jinko mohabbat pyari wo sun le baat hamaari

lara lu lara lu lara lu

jab huk uthe dil dhadake aur aankh se tapke aansu

to samajho chal gaya pyar kaa jaadu

lara lu lara lu, lara lu lara lu lara lu

kya chiz hai ye ulfat bhi, kya chiz hai ye ulfat bhi

talwaar bhi hai amrit bhi, talwaar bhi hai amrit bhi

sun-sun ke duniya diwaani ulfat ki hai ye nishaani

lara lu lara lu lara lu

sun-sun ke duniya diwaani ulfat ki hai ye nishaani

lara lu lara lu lara lu

jab saawan ke din aaye tadpaaye koyal ki ku ku

to samajho chal gaya pyar kaa jaadu

lara lu lara lu, lara lu lara lu lara lu

Explore this song