Roman script

jab tera naam pyar se likhti hai ungliya

meri taraf zamane ki uthti hai ungliya

daman sanam ka hath me aaya tha ek pal

daman sanam ka hath me aaya tha ek pal

din raat us ek pal se mehakti hai ungliya

jab tera naam pyar se likhti hai ungliya

jab se dur ho gaye ho us din se hi sanam

bas din tumhare aane ke ginti hai ungliya

jab tera naam pyar se likhti hai ungliya

patthar tarash kar na bana taj ek naya

patthar tarash kar na bana taj ek naya

fankar ki jahan me katthi hai ungliya

jab tera naam pyar se likhti hai ungliya

meri taraf zamane ki uthti hai ungliya

jab tera naam pyar se likhti hai ungliya

Explore this song