Roman script

jab main chhota bacha tha

main badi shararat karta tha

ab jo main bada ho gaya 

hun badi shararat karta hu

jab main chhota bacha tha 

har chij ke paise deta tha

ab jo main bada ho gaya 

har chij ke paise leta hu

jab main chhota bacha tha 

main twinkal twinkal karta tha

ab jo main bada ho gaya 

bas twinkal twinkal karta hu

jab main chhota bacha tha 

main superman pe marta tha

ab jo main bada ho gaya  

main supergirl pe marta hu

dekh ke shetaniya darti hai jaha

dar ki ye aawaze karti hai bhago bhago

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya

jab main chhota bacha tha 

cartunbazi karta tha

ab jo main bada ho gaya 

bas burdbazing karta hu

jab main chhota bacha tha 

galti karne se darta tha

ab jo main bada ho gaya 

bas galti karna chahta hu

dekh ke shetaniya darti hai jaha

darki ye aawaze karti hai bhago bhago

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya

bade bujarg sabhi shayane kah gaye hai sab

kaal kare so aaj kar aur aaj kare so ab

ab jake hume samjh me aaya in sabka matlab

is umar me ye sab nahi kiya to phir karenge kab 

ki main jhuth boliya hui na 

ki main kafar toliyta hui na

ki main jhuth boliya hui na 

ki main kafar toliyta hui na

dekh ke sataniya darti hai jaha

dar ki ye aawaze

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya hayo mere rabba

bhut aaya hayo mere rabba

hayo mere rabba

Explore this song