Roman script

jab kisi se koi gila rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

samne apne aayina rakhna

samne apne aayina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna 

yu ujalo se wasta rakhna

yu ujalo se wasta rakhna

shama ke pas hi hawa rakhna

shama ke pas hi hawa rakhna

samne apne aayina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

ghar ki tamil chahe jaisi ho

ghar ki tamil chahe jaisi ho

isme rone ki kuch jagah rakhna

isme rone ki kuch jagah rakhna

samne apne aayina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

maszide hai namazio ke liye

maszide hai namazio ke liye

apne ghar me kahi khuda rakhna

apne ghar me kahi khuda rakhna

milna julna jaha jaruri ho

milna julna jaha jaruri ho

milne julne ka hausla rakhna

milne julne ka hausla rakhna

samne apne aayina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

Explore this song