Roman script

jab kisi se koi gila rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

samne apne aaina rakhna

samne apne aaina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

yu ujalo se wasta rakhna

yu ujalo se wasta rakhna

shamma ke paas hi hawa rakhna

shamma ke paas hi hawa rakhna

samne apne aaina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

ghar ki taameer chahe jaisi ho

ghar ki taameer chahe jaisi ho

isme rone ki jageh rakhna

samne apne aaina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

masjide hai namaaziyo ke liye

masjide hai namaaziyo ke liye

apne ghar me kahi khuda rakhna

apne ghar me kahi khuda rakhna

milan-julna jahan zaruri ho

milan-julna jahan zaruri ho

milne-julne ki hauslaa rakhna

milne-julne ki hauslaa rakhna

samne apne aaina rakhna

jab kisi se koi gila rakhna

Explore this song