Roman script

jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke

jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke

jab khuda deta hai to gav ko jayenge hum bombe 

me jhande gad ke jab khuda deta hai to 

deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to 

motar kharidi jayegi bangla banaya jayega

motar kharidi jayegi bangla banaya jayega

bangle me chhote laal ka photo lagaya jayega

photo lagaya jayega motar kharidi jayegi 

bangla banaya jayega motar kharidi jayegi 

bangla banaya jayega bangle me sani seth ke

photo lagaya jayega photo lagaya jayega

dhobhi ka bile babu ji kab tak chukaya jaiga

dhobhi ka bile babu ji kab tak chukaya jaiga

phad dunga bil jo phad dunga bil jo

fir laya hai kapde fad ke jab khuda deta hai to 

deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to 

aji sahab kiraya dijiye ya room khali kijiye

sahab kiraya dijiye ya room khali kijiye

piche kiraya mangiye pahle ye chay pijiye

piche kiraya mangiye pahle ye chay pijiye

hamara hukam hai nikalo janab munshi ji

ke ho chuka hai brabar hisab munshi ji

kaise vah munsi ji bas itna sochne se bhi gaye

vah munsi ji bas itna sochne se bhi gaye

tum ne chay pi humari hum kiraya pi gaye

tum ne chay pi humari hum kiraya pi gaye

kab se pichhe pad rahe the kab se pichhe pad rahe the

tum bhi panje jad ke jab khuda deta hai to 

deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to 

lo seth ka khat aa gaya check aapka tayar hai

lo seth ka khat aa gaya check aapka tayar hai

taxi ka bhada ho agar hum sab ka beda par hai

hum sab ka beda par hai hum sab ka beda par hai

kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai

kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai

banda bhi khidmatgar rahe hai 

banda bhi khidmatgar rahe hai

aaye the bil ke liye aaye the bil ke liye

jate hai jebe jhad ke jab khuda deta hai to 

deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to

Explore this song