Roman script

jab kabhi mai kho jau to mujhe dhund loge na

jab kabhi mai tanha rahu mera sath doge na

jab kabhi mere bahke kadam tum tham loge na

jab kabhi de aawaz dil tum sun loge na

jab kabhi mujhse ho hkata mujhe baksh doge na

jab kabhi meri nam ho najar tum pyar doge na

jab kabhi gum aaye sanam tum bat loge na

jab kabhi mere aasu bahe unke ponch loge na

ye jab kabhi umar dhal jayegi mujhe yuhi chahoge na

lo kasam  kuch bhi ho sanam tum dur jaoge na

lo kasam  kuch bhi ho sanam tum dur jaoge na

tum hi meri jan ho tum hi arman ho

tum hi dhadkano me ha sanam 

dil ka irada hai tumse mera wada hai

jina marna tere sang hai sanam

Explore this song