Roman script

jab kabhi chand na ho andheri raat ho

darna kum hoga mujhko agar tum sath ho

jab kabhi badal chaye ya ghani barsat ho

hogi khushi har ek bund me agar tum saath ho

iss jahan me koyi mera ho bhi ya na ho

har ek lamha bhar jaayega roshani se bas agar tum sath do

jab kabhi jab kabhi aansu aaye, aansu aaye

ya buri ya buri saugat ho saugat ho

muskura lunga mai toh fir bhi agar tum saath ho

tum yaha ho toh saare duniya hain idhar

saare arman khwab saare ban gaye hai abb tumhari manjil

jab kabhi jab kabhi dil ghabraye, dil ghabraye

samne samne maat ho jit ke dikhlaunga agar tum sath ho

jab kabhi jab kabhi has de aalam, has de aalam

khushiyo ki khushiyo ki baarat ho

jindagi hogi jannat agar tum sath ho

Explore this song