Roman script

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

main kiski raah taku 

sajanwa kiski raah taku

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

jab chand jhalak dikhlayega

chandi ke rath me aayega

jab chand jhalak dikhlayega

chandi ke rath me aayega

mohe bairan nind na aayegi

jab bairan nind na aayegi

main kiski raah taku

main kiski raah taku

sajanwa kiski raah taku

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

sawan ki bhari barsato me

in bhigi bhigi raato me

sawan ki bhari barsato me

in bhigi bhigi rato me

jab rimjhim aag lagayegi

jab rimjhim aag lagayegi

main kiski raah taku

main kiski raah taku

sajanwa kiski raah taku

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

jab kari badariya chhayegi

aur yaad teri tadpayegi

main kiski raah taku

sajanwa kiski raah taku

Explore this song