Roman script

jab haale dil tumse kehne ko

main milne aati hu

par dekh tera deewanapan

main soch mein pad jaati hoon

jab haale dil

jab haale dil tumse kehne ko

main milne aati hoon

par dekh tera deewanapan

main soch mein pad jaati hoon

jab haale dil

dil to deewana hai maine jaana hai

isliye to tumhe dilbar maana hai

yun dil ko kisi ke tarsana 

achchhi baat nahi

sachche premi ko tadpana

achchhi baat nahi

main na dekhu jab talak tujhko

na chain paati hu

par dekh tera deewanapan

main soch mein pad jaati hu

jab haale dil

ye ishq nahin aasan 

bas itna samajh lijiye

ik aag ka dariya hai

aur doob ke jaana hai

ishq wale kisi aag se na dare

pyar ki raah mein marke bhi woh chale

chahe kuch bhi ab ho jaye tere pyar mein

hai pyar bina rakha bhi kya is sansar mein

tu yaad aaye jis ghadi mujhko

main daudi aati hoon

par dekh tera deewanapan

main soch mein pad jaati hu

jab haale dil tumse kehne ko

main milne aati hoon

par dekh tera deewanapan

main soch mein pad jaati hu

main soch mein pad jaati hu

main soch mein pad jaati hu

Explore this song