Roman script

jab dil hi tut gaya, jab dil hi tut gaya

ham ji ke kya karenge, ham ji ke kya karenge

ulfat ka diya hamne is dil me jalaya tha 

ummid ke phulo se is ghar ko sajaya tha

ummid ke phulo se is ghar ko sajaya tha

ik bhedi lut gaya, ik bhedi lut gaya

ham ji ke kya karenge, ham ji ke kya karenge

jab dil hi tut gaya 

maalum na tha itni, mushkil hai meri raahe

mushkil hai meri raahe

arman ke bahe aansu, hasrat ne bhari aahe

har sathi chhut gaya, har sathi chhut gaya

ham ji ke kya karenge, ham ji ke kya karenge

jab dil hi tut gaya

Explore this song