Roman script

phir talab talab hai talab talab besabab besabab 
phir talab hai talab
shaam hone lagi hai, shaam hone lagi 
hone lagi hai,haa hone lagi 
jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu 
aag pe paav padta hai, kambakht dhuve mein chalta hu 
jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu 
phir kisine jalayi ek diya salayi
phir kisine jalayi ek diya salayi
aasma jal utha hai, shaam ne raakh udayi
uple jaisa sulagta hu, kambakht dhuve mein chalta hu
lambe dhaage dhuve ke, lambe dhaage dhuve ke
saans silne lage hai, pyas udhadi hui hai
honth chhilne lage hai 
shaam hone lagi hai, shaam hone lagi 
laal hone lagi hai, laal hone lagi 
kadwa hai dhuya jo nigalta hu, kambakht dhuve mein jalta hu
jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu 
aag pe paav padta hai, kambakht dhuve mein chalta hu 
jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu

Song details

Song video

Watch on YouTube