Roman script

jab bhi aati hain teri yaad

kabhi shaam ke baad

aur badh jaati hain

afsoorda dili shaam ke baad

jab bhi aati hain teri yaad

kabhi shaam ke baad

ab iraado pe bharosa hain

na tauba pe yaki

mujhko le jaa re kahan

tashnalabi shaam ke baad

yu to har lamha teri

yaad ka bojhal gujra

dil ko mehsoos huyi

teri kami shaam ke baad

yu to kuch shaam se

pehle bhi udaasi thi adeeb

ab to kuch aur badhi

dil ki lagi shaam ke baad

aur badh jaati hain

afsoorda dili shaam ke baad

jab bhi aati hain teri yaad

kabhi shaam ke baad

Explore this song