Roman script

chale aana chale aana peepal neche piya mulakaat ko 
jab baagon mein jugnu chale aana 
peepal neche piya mulakaat ko 
jab baagon mein jugnu jab baagon mein 
jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu
taaron ki hai chaanv rakhna dheere 
dheere paaon bairi daag na jaayega
taaron ki hai chaanv rakhna dheere 
dheere paaon bairi daag na jaayega
chhori chhori kehna sunna saiyya dil ki baat ko 
chhori chhori kehna sunna saiyya dil ki baat ko 
jab baagon mein jugnu 
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu
rakhan yeh khayal tere aage 
peechhe jaal upar neeche dil ka haal
rakhan yeh khayal tere aage 
peechhe jaal upar neeche dil ka haal 
chupke aana thik baara baje jumme raat ko 
chupke aana thik baara baje jumme raat ko
jab baagon mein jugnu 
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu
dulha raja dekh tu akela bas ek tere dushman anek 
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
dhoka deke tu nikal aana baraat ko
dhoka deke tu nikal aana baraat ko jab baagon mein jugnu 
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu chamke aadhi raat ko
jab baagon mein jugnu

Song details

Song video

Watch on YouTube