Roman script

naina bhaye anath hamare 

naina bhaye anath hamare 

madan gopal yaha se sajani 

dur sihare

naina bhaye anath hamare 

naina bhaye anath hamare 

jab aankhe hi na di malik ne 

to dil bhi na diya hota 

jee liya hota jamino aasmaa wale 

are wo do jaha wale, diya tha dil to 

aankho ko ujala diya hota 

na hota jamane me koi majbur aankho se 

na hota jamane me koi majbur aankho se 

koi majbur aankho se 

ye hain duniya me, par duniya 

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

hain kitani dur 

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

na wo samjha 

hamari duniya me 

na chand na suraj na taare hain 

andheri sab bhare hain

andhere sab najare hain 

bhala insa to insa hain, khuda bhi to nahi apna 

na puchho is jaha me 

kis kadar ham besahare hain 

na hota jamane me koi majbur aankho se 

koi majbur aankho se 

ye hain duniya me par duniya 

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

hain kitani dur aankho se

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

na wo samjha 

wo dekho chalte chalte

koi andha ladkhadaya hain 

bina hi maut ke muh me

koi bechara aaya hain 

padi hain laash raste me

na vaaris hain na mali hain

na koi aya hain  ?

na hota jamane me koi majbur aankho se 

koi majbur aankho se 

ye hain duniya me par duniya 

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

hain kitani dur aankho se

ye hain duniya me

par duniya hain kitni dur aankho se 

na wo samjha

Explore this song