Roman script

jaaun main kahaan haye jaaun main kahaan 

ye zamin ye jahaan chhod  ke

raah me mujhe chal diyaa kaarva chhod  ke

jaaun main kahaan 

ye zamin ye jahaan chhod  ke

raah me mujhe chal diyaa 

kaarva chhod  ke jaaun main kahaan

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate

aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate

aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate

baaho me aake so jaa so jaa kho jaa

jaaun main kahaan ye zamin ye jahaan chhod  ke

raah me mujhe chal diyaa 

kaarva chhod  ke jaaun main kahaan

raat guzarati jaaye aas nazar naa aaye 

raat guzarati jaaye aas nazar naa aaye 

ro naa sakun ab rote rote aansu bhi sharmaaye

ho jaaun mai kahaan 

ye zamin ye jahaan chhod  ke

raah me mujhe chal diyaa 

kaarva chhod  ke jaaun main kahaan

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate

aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate

aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate

baaho me aake so jaa so jaa kho jaa

Explore this song