Roman script

mujhe tu jo hai mila kya mila

nahi koi bhi gila hai gila

jaana anjaana ab nahi tu kahi

paana ya khona ab mujhe kuch nahi

jata hai tujh tak mera har ek rasta

tu hi manzil meri mera pata aa

judta hai tujhse mera har ek vasta

chaahe ho khushi teri yaa gham tera

milna tera milna mera socha hua tha waqt ka

ye to bhala hona hi tha socha hua tha jo waqt ka

nahi jina hai mumkin tere bina

kisi baat pe mujhse na hona khafa, na ji paaunga

jata hai tujh tak mera har ek rasta

tu hi manzil meri mera pata

judta hai tujhse mera har ek vasta

chaahe ho khushi teri yaa gham tera

benaam sa gumnaam sa main to jahan me ek shaqs tha

bikhra hua sa tuta hua sa mujhme kahi mera aks tha

mujhe apni mohabbat ka de aasra

mujhe chaha kisi ne na teri tarah, hai rahat-e-jaan

jata hai tujh tak mera har ek rasta

tu hi manzil meri mera pata

judta hai tujhse mera har ek vasta

chahe ho khushi teri yaa gham tera

jata hai tu hi manzil meri

Explore this song