Roman script

jaapaan love in tokyo

jaapaan love in tokyo

le gayi dil kudiya japaan ki

le gayi dil kudiya japaan ki

pagal mujhe kar diya

pagal mujhe kar diya

jaapaan love in tokyo 

le gayi dil kudiya japaan ki

le gayi dil kudiya japaan ki

pagal mujhe kar diya

pagal mujhe kar diya

jaapaan love in tokyo

ye to shahar mastana 

jiska andaaz maashukana

deta hai pyar ka paimaana 

karta hai sabko deewana 

ye to shahar mastana 

jiska andaaz maashukana

deta hai pyar ka paimaana 

karta hai sabko deewana 

le gayi dil kudiya  japaan ki

le gayi dil kudiya  japaan ki

pagal mujhe kar diya

pagal mujhe kar diya

jaapaan love in tokyo

dekho wo gori-gori raahe 

hamko ishaaro se bulaaye

kitni rangin hai fizaaye 

jaapaani pariya muskaraye

dekho wo gori-gori raahe 

hamko ishaaro se bulaaye

kitni rangin hai fizaaye 

jaapaani pariya muskaraye

le gayi dil kudiya japaan ki

le gayi dil kudiya japaan ki

pagal mujhe kar diya

pagal mujhe kar diya

jaapaan love in tokyo

naache har mod pe jawani 

kahti hai pyar ki kahani

aayi wo kaibare ki raani 

jiski ada me zindgaani

naache har mod pe jawani 

kahti hai pyar ki kahani

aayi wo kaibare ki raani 

jiski ada me zindgaani

le gayi dil kudiya japaan ki

le gayi dil kudiya  japaan ki

pagal mujhe kar diya

pagal mujhe kar diya

jaapaan love in tokyo

jaapaan love in tokyo

Explore this song