Roman script
Dil sunta hai, teri sadaa Aa rubaru, ab toh zara Bechain si meri zindagi Sunn kar teri, yeh dastaan Jeena mera aasaan kar Tu mil ke yeh ehsaan kar Kahin kho gaya chain o sukoon Tere dard ko ab jaan kar Jaaniya o jaaniya Bas roye dil mera Aasu palkon pe Nahin hai bewajah Dil hai ghamzada jaaniya Tujhe paa liya ya kho diya Iss baat par, dil ro diya Ke chaah kar, tu naa aa sake Tu waqt hai, guzara hua Tujhe rakh liya, inn yaadon ne Ik phool sa, kitaabon mein Iss dil mein tu, rahega sada Aur mehakega, inn saanson mein Raaton mein tu jal jaata hai Chehre mein tu dhal jaata hai Taara hai tu mujh mein toota sa Neendhon se jaga deta hai Palkon ko bhigo deta hai Dariya hai tu mujh mein dooba sa Har waqt khwaabon ki tarah tu aata raha Jaaniya o jaaniya, din kya raat kya Aahat ho koi, lagta hai sadaa KI tu hai wahaAn jaaniya Jaaniya o jaaniya Bas roye dil mera Aaansu palkon pe nahin hai bewajah Dil hai ghamzadaa jaaniya
Song details
- Singer: Chirantan Bhatt
- Film / album: Haunted – 3D
- Composer: Chirantan Bhatt
director: Vikram Bhatt
cast: Mahakshay Chakraborty, Achint Kaur, Arif Zakaria, Sanjay Sharma
language: Hindi