Roman script

sada na bulbul nagamein gaaye, sada na fasale bahaara

sada na husn jawaani rehte, sada na sohbate yaara

rab jaane kis daaman ke liye kaun sa gul chunta hai

kehte hain sachche dil ki duwaaye juld khuda sunta hai

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan 

jaanewaale o jaanewaale, jaanewaale o jaanewaale 

kiya tujhe hamane, kiya tujhe hamane khuda ke hawaale

jaanewaale o jaanewaale, jaanewaale o jaanewaale  

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

koyi mushkil na aaye teri raahon mein

pohanche saath khairiyat ke apani manjil ki baahon mein

tujhe teri manjil, tujhe teri manjil gale se lagaale

jaanewaale o jaanewaale, jaanewaale o jaanewaale 

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan 

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan 

yeh belaus chaahat yeh bedaag naate

jahaan mein kahaan log aise nibhaate

tumhaari muhabbat bhula na sakunga

tumhaara yeh ehsaan chuka na sakunga

diye jindagi ke, diye jindagi ke tumhi ne ujaale

dilwaale o dilwaale, dilwaale o dilwaale

mera dil na chaahe, mera dil na chaahe ke tumse bida le

dilwaale o dilwaale, dilwaale o dilwaale

tu hai dil ke kareeb dur aankhon se

hum tanhaayiyon mein baatein kare teri yaadon se

phul se dil bar, phul se dil bar pad gaye chhaale

jaanewaale o jaanewaale

sada khush rahe tu, sada khush rahe tu ye meri duwa le

jaanewaale o jaanewaale, jaanewaale o jaanewaale  

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

tera allaah nigehbaan tera maula nigehbaan

Explore this song