Roman script

jane tamanna tumse pyar ho gaya

pyar ka mujhe eatbar ho gaya

bekarar ho gayi jawa dil ki dhadkane

aasan ho gayi mohabbat ki manjile

ae mere parwane mujhe chhodke nahi jana

chhodke nahi jana tera pyar phir kaha pana

jane tamanna tumse pyar ho gaya

pyar ka mujhe aitbar ho gaya 

zamin ke ye hansin nazare sabhi to hai apne

kabhi to pure karenge milke tere mere sapne

tu bhi akela mai bhi aekli masti ka mausam hai

tere liye hi jane tamanna machalta yauvan hai

tere pyar ki ganga aur mere pyar ki jamuna 

badal gayi meri duniya tere pyar me sajna

jane tamanna tumse pyar ho gaya

pyar ka mujhe eatbar ho gaya

mujhe pyar se tu badlo ki audha de chunariya

machal machal ke nachungi mujhko bana le dulhaniya

tere pyar me hua diwana ye tera sawariya

wada hai mera banegi ek din tu meri dulhaniya

ye hai pyar ka angana har kadam pyar se rakhna

ae meri mehbuba mujhe tere rang me hai rangna

jane tamanna tumse pyar ho gaya

pyar ka mujhe eatbar ho gaya

bekarar ho gayi jawa dil ki dhadkane

aasan ho gayi mohabbat ki manjile

ae mere parwane mujhe chhodke nahi jana

chhodke nahi jana tera pyar phir kaha pana

Explore this song