Roman script

jhule ki doriya kab tak gayegi loriya
munne teri ma ki 
jane na re nind kab aayegi
jane na re nind kab aayegi
aankho me raat kat jayegi
jane na re nind kab aayegi
jane na re nind kab aayegi
jab tak chand nazar aayega
jab tak chand nazar aayega
dil gam bhul nahi payega
dil gam bhul nahi payega
unki yaad tadpayegi
jane na re nind kab aayegi
jane na re nind kab aayegi
apne jo dur chale jate hai 
apne jo dur chale jate hai 
sapne me milne wo aate hai
sapne me milne wo aate hai
jane kab unki khabar aayegi
jane na re nind kab aayegi
jane na re nind kab aayegi
aankho me rat kat jayegi
jane na re nind kab aayegi
jane na re nind kab aayegi

Song details

Song video

Watch on YouTube