Roman script

jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja

o mere sathi mausam hansi hai

aaja sanam tujhe kasam sunle dil ki sada

jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja

jaga jo dard dil mein, bechain ho gaya dil

tu hi dawa hai dil ki, aise mein pyar se mil

ye dillagi banake rahi dil ki lagi

o mere sathi mausam hansi hai

aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

tanaha nahi katengi is jindagi ki rahe

manjil tab milegi baho mein jab ho bahe

jab tak rahe aaja sanam milake chale

o mere sathi mausam hansi hai

aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja

o mere sathi mausam hansi hai

aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

Explore this song