Roman script

Jane kyun, har lamha hai tham gaya

Jaane kyun, khoon zara jam gaya

Jaane kyun, aankhen namm si hui

Jaane kyun, manzilein kho gayi aur so gayi

Tujh bin tanha hai yeh raatein

Bin alfaazon ke yeh baatein

Bin baarish ki hain barsatein

Ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Tujh bin tanha hai yeh raatein

Bin alfaazon ke yeh baatein

Bin baarish ki barsatein

Ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Jaane kyun, har lamha hai tham gaya

Jaane kyun, khoon zara jam gaya

Jaane kyun, aankhen namm si hui

[ Tujh bin tanha hai yeh raatein

bin alfaazon ke yeh baatein

Bin baarish ki barsaatein

ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun ] (x2 times)

Bas khushi ki talaash mein main toh yunhi chalta raha

Jaane na dheere dheere yun chalte chalte yeh main kahan aa gaya

Dekhenge mera rasta gham bhi kahin yeh socha na tha

Maine inn raaston se mazaak me raasta poocha na tha

[ Tujh bin tanha hai yeh raatein

bin alfaazon ke yeh baatein

Bin baarish ki barsatein

ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun ] (x2 times)

Explore this song