Roman script

saawan rut aayi dekho balam

saawan rut aayi dekho balam

saawan rut aayi dekho balam

kari kari badra jiya tarsaaye

kari kari badra jiya tarsaaye

chali re purbaai dekho balam 

saawan rut aayi dekho balam

kari kari badra jiya tarsaaye

kari kari badra jiya tarsaaye

chali re purbaai dekho balam 

saawan rut aayi

saawan rut aayi aayi rut aayi

patton pe paani ki chham chham

chhede jiya sargam

patton pe paani ki chham chham

chhede jiya sargam

indradhanush ban gaye do baahen

indradhanush ban gaye do baahen

aayi hai angdaai dekho balam

saawan rut aayi dekho balam

satranga aakash ka aangan

laaz ma jiun dulhan

satranga aakash ka aangan

laaz ma jiun dulhan

mujhme gunji prit ki jaise

mujhme gunji prit ki jaise

ek shahnaai dekho balam

saawan rut aayi dekho balam

saawan rut aayi dekho balam

kari kari badra jiya tarsaaye

kari kari badra jiya tarsaaye

chali re purbaai dekho balam 

saawan rut aayi dekho balam

kari kari badra jiya tarsaaye

kari kari badra jiya tarsaaye

chali re purbaai dekho balam 

saawan rut aayi dekho balam 

saawan rut aayi

Explore this song