Roman script

jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

lagta hai ye jaha jane kyu ajnabi

jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu

jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu

hai khabar jaha ki na khud ko pa raha hu

layi mujhe hai kaha ye meri bekhudi

jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu

aujhil si hai faja mausam dhua dhua hai

aujhil si hai faja mausam dhua dhua hai

hai wahi ye zami aur wahi aasma hai

wahi hu mai magar mujhe gam hai na koi khushi

jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

Explore this song